DreamPirates > Lyrics > AILAAN LYRICS – ARKO

AILAAN LYRICS – ARKO

Author: DreamPirates

Ailaan Lyrics
Aaj is lamha karta hoon vaada
Tera khyal main rakhunga khud se zyada
Ab se har lamha pehla irada
Teri muskaan ki hifazat sabse zyaza Mere

mehboob ka kazid aaya hai
Uska farman padhta hoon Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon Main tujhpe marta hoon
Tujhpe marta hoon
Ik tere hi daras ka
Intezar karta hoon Is ishq ka koyi rang nahi
Koyi mol nahi koyi jung nahi
Ikrar nahi izhar nahi
Khuddar hai bas bezar nahi Rab ka tu noor hai tera sach na main
Sareaam karta hoon Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon
Main tujhpe marta hoon
Tujhpe marta hoon
Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon
Main tujhpe marta hoon
Main tujhpe marta hoon Ik tere hi daras ka
Intezar karta hoon
Ik tere hi daras ka
Intezar karta hoon Tag : Lyrics

Relative Posts

×