DreamPirates > Lyrics > BAARISHEIN LYRICS – Atif Aslam | Nushrat Bharucha
BAARISHEIN LYRICS – Atif Aslam | Nushrat Bharucha
Baarishein – Atif Aslam
Baarishein yun achaanak hui
To laga tum shehar mein ho
Raat bhar phir wo jab na ruki
To laga tum sehar mein ho Kahi ek saaz hai gunji
Teri
aawaaz hai gunji
Meri khamoshiyon ko
Ab kar de bayan
Tere bin bewajah sab hai
Tu agar hai to matlab hai
Nahi to tuta sa adhoora kaarwan Ek tera rasta
Ek mera rasta
Nahio rehna ve juda
Nahio rehna ve juda x (2) Shaam phir khubsurat hui
To laga tum shehar mein ho
Door hoke bhi nazron se tum
Har lamha har pehar mein ho Sirf teri yaad saathi hai
Meri fariyaad baaqi hai
Jism aur jaan ka mita de fasla
Mere khaabon mein jo rang hain
Wo khilte bass tere sang hain
Judke tujhse mukammal hogi daastaan Ek tera rasta
Ek mera rasta
Nahio rehna ve juda
Nahio rehna ve juda x (2) Baarishein yun achaanak hui
To laga tum shehar mein ho
Raat bhar phir wo jab na ruki
To laga tum sehar mein ho Tag : Lyrics