DreamPirates > Lyrics > BLANKO LYRICS – KING

BLANKO LYRICS – KING

Author: DreamPirates

Blanko Lyrics
Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyun hai
Tu ik din mil jaayegi
Yeh mera fitoor hai Maahi ve jo tu na mila
To phir kya hua
Teri yaadon mein
Main jeeta raha Tere naam ki jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya Maine din bhi

sudhaar liye
Kapde bhi sanwar liye
Abhi kitna kama rahe
Toone chhote hi sawal kiye Tera zikar chhupa liya Aur khud se malaal kiye
Na soch sakoge tum
Humne itne kamaal kiye Afsos hota hai bas humein is baat ka
Tum dil mein jana kabhi nahi jhanke
Tum humse aisa pyar kabhi kar na sake
Jaisi tum humse karte the baatein Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyun hai
Tu ik din mil jaayegi
Yeh mera fitoor hai Maahi ve jo tu na mila
To phir kya hua
Teri yaadon mein
Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya Faaslon mein bhi raza teri
Mushkilon mein kyun wafa meri
Main hasu na khwahishein teri
Tu roye na yeh dua meri Jo mujhse door jayegi
To jaana toot jayegi
Yeh duniya hai khayaalon ki
Tu sach mein rooth jayegi Main tujhse kya chhupaunga
Tu mujhko kya batayegi
Tu jab bhi ankhein band kar le
Saamne mujhko payegi Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyun hai
Tu ik din mil jaayegi
Yeh mera fitoor hai Maahi ve jo tu na mila
To phir kya hua
Teri yaadon mein
Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya Tag : Lyrics

Relative Posts

×