DreamPirates > Lyrics > Jeetenge Hum Lyrics

Jeetenge Hum Lyrics

Author: DreamPirates

Aa… Bade badon ne jor lagaaya
Jor lagaaya saara
Hum uss desh ke vaasi hai
Jo desh kabhi na haara Bade badon ne jor lagaaya
Jor lagaaya saara

/> Hum uss desh ke vaasi hai
Jo desh kabhi na haara Haan bol meri aawaz mein tu
Aawaz mila ke yaara
Haan bol meri aawaz mein tu
Aawaz mila ke yaara Saare jahan se achha hindustan humara
Saare jahan se achha hindustan humara Ho.. oo.. Suraj pheeka pad jaaye
Chamke jo tera laskaara
Bhaarat ki har beti hai
Bharat ke aankho ka taara Suraj pheeka pad jaaye
Chamke jo tera laskaara
Bhaarat ki har beti hai
Bharat ke aankho ka taara Jis maati ne janma tujhe
Uss maati ka jaikaara
Jis maati ne janma tujhe
Uss matti ka jaikaara O..ho.. Saare jahan se achha hindustan humara
Saare jahan se achha hindustan humara
Ho..
Hindustan….
Ho… Tag : Lyrics

Relative Posts

×