DreamPirates > Lyrics > Kaun Hoon Main Lyrics

Kaun Hoon Main Lyrics

Author: DreamPirates

Aaaa aaaa
Anjaani si khwaish hai
Anjaana hai afsana afsana
Na meri koi manzil hai
Na koi hai thikana
Aaaa aaaa
Anjaani si khwaish hai
Anjaana hai afsana
Na meri koi manzil hai
Na koi hai thikana
Aaaa ae..aaaaaa Kaun hoon main
Kiski mujhe talaash
Kaun hoon main
Kiski mujhe talaash
In sooni sooni
Tanah rahoon par

Who am i who who am i
Behke behke se palchin hai
Hosh mein bhi madhoshi hai
Na na na na naaa
Mujhko sunayi deti hai
Ye kaisi khamoshi hai
Who am i
Behke behke se palchin hai
Hosh mein bhi madhoshi hai
Na na na na naaa
Mujhko sunayi deti hai
Ye kaisi khamoshi hai
Aaaa..aee..aaaaa Kaun hoon main
Kiski mujhe talaash
Kaun hoon main
Kiski mujhe talaash
In sooni sooni
Tanah rahoon par Koi bhi to jaane na
Aalam meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon
Main to apni parchai ka
Oooo aaaaaaa
Koi bhi to jaane na
Aalam meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon
Main to apni parchai ka ooo aaa Kaun hoon main
Kiski mujhe talaash
Kaun hoon main
Kiski mujhe talaash
In sooni sooni
Tanah rahoon par Aa bhi ja sanam
Aaa aaaa aaaa..
Aa bhi ja sanam
Yun na kar sitam
Teri baahon mein nnn
Aa bhi ja sanam
Yun na kar sitam
Teri baahon mein
Mar mitenge hum
Aa bhi ja sanam
Yun na kar sitam
Teri baahon mein
Mar mitengeeee hummmm Baahon mein koi chehra hoga
Chehre pe mera pehra hoga
Aawarapan kahe hai mujh se
Sach ho jaaye ga
Tera mera jo hai ye saara sapna Aa bhi ja sanam
Yun na kar sitam
Teri baahon mein
Mar mitenge hum
Aa bhi ja sanam
Yun na kar sitam
Teri baahon mein
Mar mitengeeee hummmm. Tag : Lyrics

Relative Posts

×