DreamPirates > Lyrics > MEHRAMA LYRICS – Love Aaj Kal
MEHRAMA LYRICS – Love Aaj Kal
Mehrama – Darshan Raval
Chahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha bohat baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdar hai Main na pahuchun kyun wahaan pe
Jaana chaahun main jahaan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata
Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata Jo shor ka hissa huyi
Woh awaaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main Duniya mujhe mujhse judaa hi karti rahe
Bolun magar na baatein karun
Yeh kya hoon main Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyun khafa ho gaya Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata
Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata Tag : Lyrics