DreamPirates > Lyrics > Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics
Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics
Phool maangu na bahaar maangu
Phool maangu na bahaar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu Chain maangu na qaraar maangu
Chain maangu na qaraar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu
Phool maangu
na bahaar maangu Jo bhi chupaaya tha is dil main
Maine tujhko bataaya
Raaze mohabbat maine bhi
Tujhse kabhi na chhupaaya
Kaisi hoti hai lagi mujhko to bata
Is mein hai bechaniyaan
is mein hai nasha Hosh maangu na khumaar maangu
Hosh maangu na khumaar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu Phool maangu na bahaar maangu
Chain maangu na qarrar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu
Phool maangu na bahaar maangu Har dam chaahe itna mujhe
Hoga na aisa deewana
Tere liye main jaane jahan
Chhodoon saare zamaana
Guzregi kaise bhala tanha zindagi
Ab to tere naam hai meri har khushi
Roop maangu na singaar maangu
Roop maangu na singaar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu Phool maangu na bahaar maangu
Chain maangu na qaraar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu Tag : Lyrics

Relative Posts
Mummy Nu Pasand – Sunanda Sharma song lyrics
Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics
Khuda Haafiz full song lyrics in hindi
Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics
Hotel California Song Lyrics - Eagles
Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics
Silent Night lyrics - Destinys Child
Phool Mangoo Naa Bahaar Song Raja Udit Narayan Alka Yagnik Lyrics