DreamPirates > Lyrics > Tera Hona Aaya Lyrics

Tera Hona Aaya Lyrics

Author: DreamPirates

Aaj soch kar
Bada rona aaya
Aaj soch kar
Bada rona aaya Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya Jis din do jaha
Ho rahe the judaa
Dil tha keh raha
Rok

le tumhein Kyu jubaan par
Lafz wo naa aaya
Kyu jubaan par
Lafz wo naa aaya Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya Aa, aa… Jaante hum agar
Ki fasale the es kadar
Hum to zamino se the
Tha aasma mein tera ghar Jaante hum agar
Ki fasale the es kadar
Hum to zamino se the
Tha aasma mein tera ghar Hoo dil ko samjhatein
Ki rok ke dhadkanein
Jee le tu agar jee sake
Ye khwab na ho gum agar Mar bhi jaayein yun hi
Gum nahi gum nahi
Reh na jaaye kahi
Dil mein ranjishein Na paa sake tujhe
Na hi khona aaya
Na paa sake tujhe
Na hi khona aaya Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya Aaj soch kar
Bada rona aaya
Hoo aaj soch kar
Bada rona aaya Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya aa haan… Tag : Lyrics

Relative Posts

×