DreamPirates > Lyrics > Tera Mera Pyaar Lyrics

Tera Mera Pyaar Lyrics

Author: DreamPirates

Tera mera pyaar hua hai
Lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai
Jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi Tera mera pyaar hua hai
Lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai
Jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka

hoon main
Ab bewajah hassti hoon main Ab binte masti hoon main
Ab mujhse nehti hoon main
Ab mauj mein rehti hoon main Ab teri soch mein
Rehta hoon main
Ab tere pyaar se,
Mehka hoon main
Tera mera pyaar hua hai
Lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai
Jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi Tu, khwaab hai tu,
Khwaab hai tu, khwaab hai tu Jab tu hasse, tab main hassun
Jab tu udaasi mein girti
Kabhi chaahun main ke tabhi
Khushi koi la do abhi
Jaanu nahi behka hoon kyun
Kyun chaandni si lagey dhoop
Bhi pyaare mausam sabhi
Naye huye jazbaat bhi Ab dhoop si chadti hoon main
Ab shaam si dalti hoon main
Ab aag bin jalti hoon main
Ab neendh mein jalti hoon main Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main Thoda naya, thoda judaa
Lagta hai woh din tu
Jis din mile mera yun dil khile
Mitey khuda se bhi giley
Saara jahan ho khushnuma
Pyaara lagey raahon mein
Jo mile na rahe faasle
Khushi koi angdaai le Ab pyaar ki angdaai mein
Ab bewajah sharmayi main
Ab dhoondti tanhai main
Ab toh rahun paglayi main Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main Tera mera pyaar hua hai
Lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai
Jag ko ho na khabar
Aa maang duaayein aisi Tu, khwaab hai tu,
Khwaab hai tu, khwaab hai tu. Tag : Lyrics

Relative Posts

×