DreamPirates > Lyrics > WOH DIN LYRICS – Chhichhore
WOH DIN LYRICS – Chhichhore
Woh Din – Tushar Joshi
Yaadon ke purane album mein
Chhupa ke rakhe hain
Humne woh din hmm..
Gullak mein padi
chawanni si
Bacha ke rakhe hain
Humne woh din Na kisi mazil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur doston se
Udhaar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the Karna mana hai kaam jo
Humne kiya har kaam woh
Jinki nahi thi permission
Saare kiye intzaam woh Bedhab harqaton ke
Bhoot sar pe sawar ke din the
Hadd karne ke yaaron
Aar ya phir paar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the Tag : Lyrics
Bacha ke rakhe hain
Humne woh din Na kisi mazil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur doston se
Udhaar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the Karna mana hai kaam jo
Humne kiya har kaam woh
Jinki nahi thi permission
Saare kiye intzaam woh Bedhab harqaton ke
Bhoot sar pe sawar ke din the
Hadd karne ke yaaron
Aar ya phir paar ke din the
Woh din bhi kya din the
Woh din bhi kya din the Tag : Lyrics