DreamPirates > Lyrics > AABAAD BARBAAD LYRICS – LUDO

AABAAD BARBAAD LYRICS – LUDO

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-10-23 08:02:25

Film/Album : Ludo
Language : NA
Lyrics by : Sandeep Srivastava
Singer : Arijit Singh
Composer : Pritam
Publish Date : 2020-10-23 08:02:25

AABAAD BARBAAD LYRICS – LUDO


Song Lyrics :

Aabaad Barbaad Lyrics
Ya to barbaad kar do Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do Woh galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aa kar jo ruke hain
Dhayi woh harf keh do Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do Mushkil aasaan kar do
Mushkil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga Tum jo Sheerin na huye kya
Humko Farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Tag : lyrics

Relative Posts