DreamPirates > Lyrics > Aksar Is Duniya Mein Lyrics

Aksar Is Duniya Mein Lyrics

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2022-11-01 00:00:00

Aksar Is Duniya Mein Lyrics

Film/Album :
Language : NA
Lyrics by : Sameer
Singer : Alka Yagnik
Composer : Nadeem Saifi, Shrava
Publish Date : 2022-11-01 00:00:00

Aksar Is Duniya Mein Lyrics


Song Lyrics :

Hey ye aaha haan..
Aksar is duniya mein anjaane milte hain
Aksar is duniya mein anjaane milte hain
Anjaani rahon mein milkar Kho jaate hein
Lekin Humesa wo yaad aate hain

Aksar is duniya mein anjaane milte hain
Aksar is duniya mein anjaane milte hain
Anjaani rahon mein milkar Kho jaate hein
Lekin Humesa wo yaad aate hain
Aksar is duniya mein..

(Aankhon se baat hoti hai
Dhadkan bhi sath hoti hai
Koyi na samjhe yeh ishq ki zubaan)-2

Duru ru ru ru o
Dheere dheere se woh dil mein
Bas jaate hain
Dheere dheere se woh dil mein
Bas jaate hain
Chori chori se woh dil ko churate hain
Phir ek din woh bichhad jaate hain
Aksar is duniya mein..

(Yeh dil to pyaar maange hai
Sachcha dildaar maange hai
Jaane mohabbat mile kise kahaan)-2

Jab aisi raaton mein deewane milte hain
Jab aisi raaton mein deewane milte hain
Nazrein takrati hain phir dil dhadakte hain
Chaahat ke afsaane ban jatein hain

Aksar is duniya mein
duniya mein, duniya mein
Anjaane milte hain
milte hain, milte hain

Anjaani raahon mein mil ke kho jatein hain
(Lekin hamesha woh yaad aate hain)-4
Haan aksar is duniya mein
Aaa.. aa.. aa.. aan..

Tag : lyrics

Relative Posts