DreamPirates > Lyrics > Bewajah Lyrics – Sanam Teri Kasam

Bewajah Lyrics – Sanam Teri Kasam

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-07-16 16:27:43

Film/Album : Sanam Teri Kasam
Language : NA
Lyrics by : Sameer Anjaan
Singer : Himesh Reshammiya
Composer : Himesh Reshammiya
Publish Date : 2020-07-16 16:27:43

Bewajah Lyrics – Sanam Teri Kasam


Song Lyrics :

Yaadon ki kaid mein
Giraftar ho gaya dil
Dar-badar ishq mein
Taar-taar ho gaya dil x (2) Bewajah nahin milna tere mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma x (2) Yaadon ki kaid mein
Giraftar ho gaya dil
Dar-badar ishq mein
Taar-taar ho gaya dil Bewajah nahin milna tere mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma x (2) Kisi aur ko tu chaahe
Kisi aur ko tu soche
Is dil ko nahin yeh ganvara hai
Furkat ka sharara hai
Kaisa anghara hai
Teri tishnagi ne mujhe mara hai Bewajah nahin milna tere mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma x (2) Rahe sath adhurapan
Chaahe main jahan bhi rahun
Kahi sabra na mujhe aata hai
Meri berang duniya mein
Mere sath tera hona
Mujhe rahat kyun de jata hai Bewajah nahin milna tere mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma x (2) Yaadon ki kaid mein
Giraftar ho gaya dil
Dar-badar ishq mein
Taar-taar ho gaya dil x (2) Bewajah nahin milna tere mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma x (2)

Tag : lyrics

Relative Posts