DreamPirates > Lyrics > Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics

Author: DreamPirates | Last Updated : 2023-01-07 00:00:00

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics
Film/Album :
Language : NA
Lyrics by : Mithoon
Singer : Mithoon ft. Asees Kaur, Jubin Nautiyal & Keshav A
Composer :
Publish Date : 2023-01-07 00:00:00


Song Lyrics :

Pee Mohe Dhun Tune Aisi Lagayi
Pee Mohe Dhun Tune Aisi Lagayi
Man Mein Kahi Tori Preet Jagayi

Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Main Tore Paas Main Aayi

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji

Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji

Sajna Haan Tore Preet Mein
Saton Janam Bitana

Taras Gaye The Nain Mere
Tere Chehre Ke Is Noor Ko
Noor Ko

Taras Gaye The Nain Mere
Tere Chehre Ke Is Noor Ko
Rab Ne Milaya Hai Hamko
Fir Rehna Kaahe Door Ko

Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Tu More Paas Ve Aayi

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Deen Ilahi Mera Maan Hai Mahi
Main To Sajda Karun Unko
Harz Rubai Meri Farz Dawai Meri
Ishq Hua Mujhko Sajan Ji

Deen Ilahi Mera Maan Hai Mahi
Main To Sajda Karun Unko
Harz Rubai Meri Farz Dawai Meri
Ishq Hua Mujhko Sajan Ji

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Saiyaan Ji…

Tag : lyrics

Watch Youtube Video

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics

Relative Posts