DreamPirates > Lyrics > CHAND KA TUKDA LYRICS – TONY KAKKAR

CHAND KA TUKDA LYRICS – TONY KAKKAR

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-07-16 16:27:43

Film/Album : Bheeshma
Language : NA
Lyrics by : Tony Kakkar
Singer : Tony Kakkar
Composer : NA
Publish Date : 2020-07-16 16:27:43

CHAND KA TUKDA LYRICS – TONY KAKKAR


Song Lyrics :

Chand Ka Tukda – Tony Kakkar
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda Duniya kehti tumko chand ka tukda
Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda Ghar se na niklo tum kabhi bhi shaam ko
Bhool jaynge log dekhna chand ko
Bina singaar kitna chehre pe noor hai
Maikhanon mein bhi nahi woh
Nainon mein saroor hai
Nainon mein saroor hai Nahi dekhna Taj Mahal ab
Dekh liya tera tera mukhda
Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda Suraj ki laali tere hothon pe rehti hai
Nadiya diwani tere ashkon se behti hai
Sangmarmar sa badan khuda ne tarasha hai
Tujhe kya pata tera samandar bhi pyasa hai
Samandar bhi pyasa hai Singaar ki nahi zarurat
Kitna sundar mukhda
Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Tag : lyrics

Relative Posts