DreamPirates > Lyrics > FURSAT HAI AAJ BHI LYRICS – ARJUN KANUNGO

FURSAT HAI AAJ BHI LYRICS – ARJUN KANUNGO

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-07-16 16:27:43

Film/Album : Dil Bechara
Language : NA
Lyrics by : Mayur Puri
Singer : Arjun Kanungo
Composer : NA
Publish Date : 2020-07-16 16:27:43

FURSAT HAI AAJ BHI LYRICS – ARJUN KANUNGO


Song Lyrics :

Fursat Hai Aaj Bhi – Arjun Kanungo
Bhoolna kya bhulana kya
Roothna kya manana kya
Dil ko behlane ka
Aur bas hai bahana kya Zindagi ka thikana kya
Dil kabhi tha sayana kya
Rooh mein tu hai mehfooz
Phir tera jaana kya Tujhe khoya nahi tha kabhi
Tu hai yahin kahin aaj bhi Fursat ka jo har lamha hai
Mujhse bas yeh kehta hai
Aadat teri baaton ki aaj bhi
Aaj bhi Teri aankhon ne jo dekhe the
Meri aankhon mein woh sapne hain
Sarhad nahi khwaabon ki aaj bhi
Tu hai aaj bhi Bin bulaye yeh aana kya
Aa gaye to hai jaana kya
Teri yaadon se behtar hai
Dil ka thikana kya Tere mere woh pal meethe
Kam lage sath jo beete
Par tu hai door yeh meri
Aankhon ne maana kya Tujhe bhoola nahi tha kabhi
Tu hai mere kareeb aaj bhi Fursat ka jo har lamha hai
Mujhse bas yeh kehta hai
Aadat teri baaton ki aaj bhi
Aaj bhi Teri aankhon ne jo dekhe the
Meri aankhon mein woh sapne hain
Sarhad nahi khwaabon ki aaj bhi
Tu hai aaj bhi

Tag : lyrics

Relative Posts