DreamPirates > Lyrics > Kabootar Ja Ja Ja Song Maine Pyar Kiya Lata Mangeshkar S P Balasubramaniam Lyrics

Kabootar Ja Ja Ja Song Maine Pyar Kiya Lata Mangeshkar S P Balasubramaniam Lyrics

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2024-04-01 12:40:16

Kabootar Ja Ja Ja Song Maine Pyar Kiya Lata Mangeshkar S P Balasubramaniam Lyrics

Film/Album :
Language : Indonesian
Lyrics by : Dev Kohli
Singer : Lata Mangeshkar, S P Balasubramaniam
Composer : Ram Laxman
Publish Date : 2024-04-01 12:40:16

Kabootar Ja Ja Ja Song    Maine Pyar Kiya  Lata Mangeshkar S P Balasubramaniam Lyrics


Song Lyrics :

Ja Ja (x3)

( Kabootar Ja Ja Ja )... (x4)

Pehle Pyaar Ki Pehli Chitthi

O O Pehle Pyaar Ki Pehli Chitthi Saajan Ko De Aa

( Kabootar Ja Ja Ja )... (x4)


Unse Kehna Jabse Gaye Tum Main To Adhuri Lagti Hoon

In Honthon Pe Chup Si Lagi Hai Na Roti Na Hansti Hoon

Bhool Hui Jo Unhein Sataaya

O O Bhool Hui Jo Unhein Sataaya Aisa Paap Kiya

( Kabootar Ja Ja Ja )... (x4)

Ja Ja


Mann Hi Mann Mein Unko Apna Sab Kuchh Maan Chuki Hoon Main

Vo Kya Hain Main Kaun Hoon Unki Ab Ye Jaan Chuki Hoon Main

Unko Apne Saath Hi Laana

O O Unko Apne Saath Hi Laana Dil Hi Nahin Lagta

( Kabootar Ja Ja Ja )... (x4)

Ja Ja


Oh Oh....

Yahan Ka Mausam Bada Haseen Hai Phir Bhi Pyaar Udaas Hai

Unse Kehna Door Sahi Main Dil To Unhi Ke Paas Hai

Tu Ye Sandesa Unko Sunaana

O O Tu Ye Sandesa Unko Sunaana Main Peechhe Aaya

( Kabootar Ja Ja Ja )... (x4)


Ah Aah....

Jahaan Bhi Dekhoon Tum Hi Tum Ho Aur Nazar Na Kuchh Aaye

Dil Ye Chaahe Is Aalam Mein Kaash Zamaana Ruk Jaaye

Aaj Se Pehle Kabhi Nahin Thi

Aaj Se Pehle Kabhi Nahin Thi Itni Haseen Duniya

Tag : lyrics

Relative Posts