DreamPirates > Lyrics > Kesariya lyrics - Brahmastra | Shashwat Singh, Antara Mitra Lyrics

Kesariya lyrics - Brahmastra | Shashwat Singh, Antara Mitra Lyrics

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2022-10-09 00:00:00

Kesariya lyrics - Brahmastra | Shashwat Singh, Antara Mitra Lyrics

Film/Album :
Language : NA
Lyrics by : Amitabh Bhattachary
Singer : Shashwat Singh, Antara Mitra
Composer : Pritam Chakraborty
Publish Date : 2022-10-09 00:00:00

Kesariya lyrics - Brahmastra | Shashwat Singh, Antara Mitra Lyrics


Song Lyrics :

Lyrics:
FEMALE
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaaun

Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri ख़ैर manaaun

MALE
Khidki pe aaja gori
Solah singaar kar ke
Honthon pe jhootha ग़ुस्सा
Aankhon mein pyar bhar ke

Saste mein छोड़ूंगा na
Pakda jo hath tera
Panga liya hai tu ne
Loafer se pyar kar ke

Tu hi meri soniye
Tu hi ताँ meri
Chann vargi jind moniye

Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaaun

Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri ख़ैर manaaun


ANTARA

MALE
Goriya ..
Nigaah se lapete tu
Man ki doriyaan ..

Choriyaan ..
Kare dilon ki uspe
Ye seena zoriyaan ..

Rabba ne tujhko banaane mein
Kar di hain husn ki
ख़ाली tijoriyaan

Kaajal ki siyaahi se likhi
Hain tu ne jaane
Kitnon ki love storiyaan

Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaaun

Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri ख़ैर manaaun

Tag : lyrics

Relative Posts