DreamPirates > Lyrics > KYON LYRICS – B PRAAK

KYON LYRICS – B PRAAK

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-07-16 16:27:43

Film/Album : Chaman Bahaar
Language : NA
Lyrics by : Kunaal Vermaa
Singer : B Praak, Payal Dev
Composer : NA
Publish Date : 2020-07-16 16:27:43

KYON LYRICS – B PRAAK


Song Lyrics :

Kyon – B Praak
Humein yaad karke tera bhool jana
Dil nahi samjha tera door jana
Humein yaad karke tera bhool jana
Dil nahi samjha tera door jana Sab jhooth tha wo tera hasna hansana
Tu bewafa phir bhi dil yeh na mana Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyon nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyon nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi Main khwab kaise dekhun naye
Aansu tere hain meri palkon tale
Toota nahi mera yakeen
Badle nahi kabhi hum tere liye Sach ho na jayein duniya ki baatein
Khamosh kar de zamane ko aake Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyon nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyon nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi

Tag : lyrics

Relative Posts