DreamPirates > Lyrics > MAIN AUR TU LYRICS – GAJENDRA VERMA

MAIN AUR TU LYRICS – GAJENDRA VERMA

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-07-16 16:27:43

Film/Album : Once Upon A Time In Amritsar
Language : NA
Lyrics by : Gajendra Verma
Singer : Gajendra Verma
Composer : NA
Publish Date : 2020-07-16 16:27:43

MAIN AUR TU LYRICS – GAJENDRA VERMA


Song Lyrics :

Main Aur Tu – Gajendra Verma
Raaton ko sona nahi
Baatein subah tak chalein
Kya ho gaya hai mujhe Sath to khona nahi
Mar jaunga main bhale
Pyar hua hai mujhe hey ya Kitne hi kaam main taalta hoon
Roz aata hoon milne tujhe
Doston ko bhi main taang doon
Chahe kahin bhi bulaye mujhe Itna bata de jaisa main karun
Feel hota hai kya woh tujhe
Kya lagta hai tujhko ke
Duniya mein hain sirf main aur tu
Main aur tu Main jaanu na jaanu na
Bina tere kya karun
Yeh berang si zindagi hai meri
Rang bolo kaise bharun Kyon maanun na maanun na
Jiyun ke main ya marun
Kya ho gaya hai mujhe hey yeah yeah Kaise kaise ab ghuzarata hoon raatein
Main yaad karke tujhe
Aa jaye dil ko sukun phir se aaj
Bhar le baahon mein mujhe Ho itna bata de jaisa main karun
Feel hota hai kya woh tujhe
Kya lagta hai tujhko ke
Duniya mein hain sirf main aur tu
Yeah yeah main aur tu
Oh main aur tu
Hmm main aur tu
Yeah yeah yeah Raaton ko sona nahi
Baatein subah tak chalein
Kya ho gaya hai mujhe haan Ho itna bata de jaisa main karun
Feel hota hai kya woh tujhe
Kya lagta hai tujhko ke
Duniya mein hain sirf main aur tu
Hey main aur tu
Hey main aur tu
Main aur tu hey
Yeah yeah
Yeah yeah
Yeah yeah
Yeah yeah

Tag : lyrics

Relative Posts