DreamPirates > Lyrics > Mehram Lyrics

Mehram Lyrics

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2023-02-15 00:00:00

Mehram Lyrics

Film/Album : Jersey (2021)
Language : English
Lyrics by : Shellee
Singer : Sachet Tandon
Composer : Sachet-Parampara
Publish Date : 2 Dec 2021

Mehram  Lyrics


Song Lyrics :

Mehram tuhi hai mera
Le sunle meri daastaan
Ranjishein dhuaan dhuaan si ye
Aa rehle tu bhi yahan

Noor na rukte saah bhi na mukde
Ke agg ban gaya hai lahu mera
Teri raza hai dard maza hai
Le hunn ban gaya badshah tera

Aaja leke jaaun tujhe
Saanse ghut’ti jahan
Khwahishein jo tooti si thi
Bikhra unka jahan

Dafan ho dono yahan
Fir bhi ho tanha
Kare jo bhi sajda tera
Kehna tu hi meri hai mehram

Jaana tha yaado ka ek aashiyana
Tera khwabo mein mujhko satana hmm
Hmm Jaana Tha Yaado Ka Ek Aashiyana
Tera Khwabo Mein Mujhko Satana

Woh jo tera pyaar tha
Main hi tera yaar tha
Aisi bhi hai kya wajah
Ab tak hoon khafa

Woh jo tera pyaar tha
Main hi tera yaar tha
Aisi bhi hai kya wajah
Main hoon khafa

Aaja leke jaaun tujhe
Saanse ghut’ti jahan
Khwahishein jo tooti si thi
Bikhra unka jahan

Dafan ho dono yahan
Fir bhi ho tanha
Kare jo bhi sajda tera
Kehna Tu Hi Meri Hai Mehram

Agar hai laya todne baay
Reet chali aa rahi hai
Lamhe saare kaid main kar lu
Aisi Ghadi Aa Rahi Hai

Hona hai jo dekhi jaye
Ab karam hi farmaye
Hona hai jo dekhi jaye
Ab karam hi farmaye

Tag : lyrics

Relative Posts