Meri Jaane Man Lyrics
Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2023-08-26 14:09:34Meri Jaane Man Lyrics
Film/Album : | |
Language : | NA |
Lyrics by : | Raqueeb Alam |
Singer : | Nakash Aziz |
Composer : | Hesham Abdul Wahab |
Publish Date : | 2023-08-26 14:09:34 |
![Meri Jaane Man Lyrics](https://www.dreampirates.in/src/images/?u=https://i.ytimg.com/vi/nJYjeb4XSDY/maxresdefault.jpg&w=768&h=576)
Song Lyrics :
Kashmir mein first time dekha usey na
Hogaya fidaa mai soche samjhe binaa
Mummy ko bhulaya uska saath diya na
Shaadi maine kee badaa galath kiya na
Oh ohhh...
Shuru hua struggle
Oh ohhh...
Babay gayi badal
Meri Jaane Man...
Zyada mirchi na kha hogi re jalan
Na re na baba
Hua murga halal tu magan
Mai jo kehta hoon usey dhyaan se tu sunn
Shubh nahin hota kabhi shaadi ka shagun
Biwiyon mein hota thoda gun waala gunn
Life hojaye jhun jhun
Late night ghar jo aate kholti na door
Friend pilade toh khal nochle khator
Pehle girl friend ki voh rakhe har khabar
Drone bannke peecha kare shakhbhari nazar
Babu shona jaanu kehke voh pukarthi
Karwachoudh mein voh aarti utarti
Khwaab mein bhi kuch kahatoh bil bila jaye
Sunte raho bas woh jo kahe
Oh ohhh...
Wife khanjar lage
Oh ohhh...
Life banjar lage
Oh ohhh...
Mere aagosh mein
Oh ohhh...
Woh babander lage
Biwiye hai mayaa
Pishachan thii chhayaa
Biwi tu biwi tu biwi nahi hai
Tu bhootni bhootni bhootni hai
Meri Jaane Man..
Zyada mirchi na kha hogi re jalan
Na re na baba
Hua murga halal tu magan
Mai jo kehta hoon usey dhyaan se tu sunn
Shubh nahin hota kabhi shaadi ka shagun
Biwiyon mein hota thoda gun waala gunn
Life hojaye jhun jhun
Mai jo kehta hoon usey dhyaan se tu sunn
Shubh nahin hota kabhi shaadi ka shagun
Biwiyon mein hota thoda gun waala gunn
Life hojaye jhun jhun