O SAYYONI LYRICS – HIMESH RESHAMMIYA
Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2021-12-23 09:51:35Film/Album : | Bhavai |
Language : | NA |
Lyrics by : | Himesh Reshammiya |
Singer : | Himesh Reshammiya, Pawandeep Rajan, Arunita Kanj |
Composer : | NA |
Publish Date : | 2021-12-23 09:51:35 |
Song Lyrics :
O Sayyoni Lyrics
Puchh rahi hai meri justazoo
Kya hai tuO sayyoni o mitwa
O sohneya o mitwa
O sayyoni o mitwaTu hai jaise koi paheli
Jo na suljha paaye dil
Aaj hoke mujhse rubaru
Bata bata bata kya hai tuTu kabhi sonpari
Tu kabhi desi girl
Tu kabhi teekhi miri
Tu kabhi meethi honey
Bata bata bata kya hai tuTu kabhi mast magan
Tu kabhi chhaila sajan
Tu kabhi tezz hawa
Tu kabhi mehka pawan
Bata bata bata kya hai tuBaadal mein chand jaise pyara lage
Vaise pyara mujhe yaar lagta hai tu
Pyari mujhe bhi lagti hai tu
Lekin badi tezz taraari hai tuTu hai jaise koi paheli
Jo na suljha paaye dil
Aaj hoke mujhse rubaru
Bata bata bata kya hai tuTu kabhi gudd ki dali
Tu kabhi neem chadhi
Tu kabhi khilta kanwal
Tu kabhi kachchi kali
Bata bata bata kya hai tuTera mera silsila hai ghazab
Jaane kahaan humko le jayega
Yeh to jahaan bhi le jayega
Lekin deewana humko kar jayegaTu hai jaise koi paheli
Jo na suljha paye dil
Aaj hoke mujhse rubaru
Bata bata bata kya hai tuTu kabhi sapna lage
Tu kabhi apna lage
Tu kabhi laad kare
Tu kabhi mujhse lade
Bata bata bata kya hai tu
Bata bata bata kya hai tuArre ab to bata kya hai tu
Tera aashiq aur tu
Arre woh to baad mein bataungi