QURBAAN LYRICS – STEBIN BEN
Author: DreamPirates | Last Updated : 2021-12-23 09:51:35Film/Album : | Bhavai |
Language : | NA |
Lyrics by : | Asif Khan |
Singer : | Stebin Ben, Asad Khan |
Composer : | NA |
Publish Date : | 2021-12-23 09:51:35 |
Song Lyrics :
Qurbaan Lyrics
Jannat sa lagta mujhko ab yeh jahan hai
Jabse tu tohfa mujhko rab se mila
Main mohabbat kahun ya ibadat ise
Ab sukun mere dil ko tujhi se mileSaason se teri khushbu si aayi hai
Zulfon ne teri neendein churai hai
Mujhko banaya aisa deewana
Ke main deta hoon teri hi sadaMain qurbaan main qurbaan
Teri ek jhalak pe main qurbaan re
Mera kalma mera kalma
Tere naam se shuru hota haiMain qurbaan main qurbaan
Teri ek jhalak pe main qurbaan re
Mera kalma mera kalma
Tere naam se shuru hota haiBanti sawarti jo baadlon mein
Aisi kahaani teri meri hai
Aisa mukammal ishq lage hai
Jaise hai razi khudaMain qurbaan main qurbaan
Teri ek jhalak pe main qurbaan re
Mera kalma mera kalma
Tere naam se shuru hota haiMain qurbaan main qurbaan
Teri ek jhalak pe main qurbaan re
Mera kalma mera kalma
Tere naam se shuru hota haiTeri panaahein agar mil gayi to
Teri ibadat karne lagenge
Tujhko hi manga har pal dua mein
Ab to qubool farmaMain qurbaan main qurbaan
Teri ek jhalak pe main qurbaan re
Mera kalma mera kalma
Tere naam se shuru hota haiMain qurbaan main qurbaan
Teri ek jhalak pe main qurbaan re
Mera kalma mera kalma
Tere naam se shuru hota hai