DreamPirates > Lyrics > Raat Bhar Lyrics

Raat Bhar Lyrics

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2023-05-30 00:00:00

Raat Bhar Lyrics

Film/Album : Heropanti
Language : Hindi
Lyrics by : Kausar Munir
Singer : Arijit Singh, Shreya Ghoshal
Composer : Sajid Ali, Wajid Ali
Publish Date : 23rd May, 2014

Raat Bhar Lyrics


Song Lyrics :

Aa raat bhar aa raat bhar
Jaayein na ghar
Jaayein na ghar

Aa raat bhar aa raat bhar
Jaayein na ghar
Jaayein na ghar
Hai saath tu kya hai fikar
Jaayein na ghar aa raat bhar

Jaayein jahaan jahaan
Jahaan dil kare
Jaane kahaan kahaan
Kahaan phir mile
Iss raat mein beete
Umar saari umar
Aa raat bhar aa raat bhar
Jaayein na ghar
Jaayein na ghar

Raat mujhe kyun
Jaane lage new
Kehate hain khud
Ko badalde tu
Ho raat mujhe
Kyun jaane lage new
Kehate hain khud
Ko badalde tu
Chaand ko chakhle
Taaron ko peele
Aaja na thoda saa jeele tu

To chal chale gire
Pade uthe udde
Aa tujhko laga
Doon mere par
Iss raat mein beete
Umar saari umar
Aa raat bhar aa raat bhar
Aa raat bhar aa raat bhar
Jaayein na ghar
Jaayein na ghar
Aa raat bhar aa raat bhar

Namkeeniyan hain
Nazdikiyaan hain
Rang hi rang hai
Nazaaron mein
Haan namkeeniyan
Hain nazdikiyaan hain
Rang hi rang hai
Nazaaron mein
Hansne lagi hoon
Phansne lagi hoon
Armaan dil mein
Hazaaron hain

Toh paar de sabhi hadein
Gale lage kabhi
Nahi hone de sehar
Iss raat mein beete
Umar saari umar
Aa raat bhar aa raat bhar
Jaayein na ghar aa raat bhar
Aa raat bhar aa raat bhar
Jaayein na ghar
Jaayein na ghar.

Tag : lyrics

Relative Posts