DreamPirates > Lyrics > RANG DARIYA LYRICS – CHEHRE | EMRAAN HASHMI

RANG DARIYA LYRICS – CHEHRE | EMRAAN HASHMI

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2021-12-23 09:51:35

Film/Album : Chehre
Language : NA
Lyrics by : Farhan Memon
Singer : Yasser Desai
Composer : Gourov Dasgupta
Publish Date : 2021-12-23 09:51:35

RANG DARIYA LYRICS – CHEHRE | EMRAAN HASHMI


Song Lyrics :

Rang Dariya Lyrics – Emraan Hashmi
Yaara mujhe tu aise aa mila
Jaise kaafir ko milta hai khuda
Karun lakh baari tera shukriya
Bin maange toone itna de diyaMera safeena oh paar laga de
Ya tu mita de
Ya tu bana de koyi zariyaRang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariyaMain bandeya jaaun rangeya
Main bandeya jaaun rangeya
Be-parwah kar jaaye dariyaRang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariyaChehron ki bheed mein
Tu pasand aa gaya
Meri nazar mein teri
Tasveer rehti haiHua main ameer paake
Teri dildariyan Sunn yeh mere khwabon ki
Taabeer kehti haiHona kabhi tu mujhse juda na
Chahe khudaya
Chahe khafa ho saari duniyaRang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariyaRang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariyaRang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya

Tag : lyrics

Relative Posts