Tera Hona Aaya Lyrics
Film/Album : | Tera Hona Aaya |
Language : | English |
Lyrics by : | Gurpreet Saini, Gaut |
Singer : | Rochak Kohli, Asees Kaur |
Composer : | Rochak Kohli |
Publish Date : | 21 Sept 2021 |
Aaj soch kar
Bada rona aaya
Aaj soch kar
Bada rona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Jis din do jaha
Ho rahe the judaa
Dil tha keh raha
Rok le tumhein
Kyu jubaan par
Lafz wo naa aaya
Kyu jubaan par
Lafz wo naa aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Aa, aa…
Jaante hum agar
Ki fasale the es kadar
Hum to zamino se the
Tha aasma mein tera ghar
Jaante hum agar
Ki fasale the es kadar
Hum to zamino se the
Tha aasma mein tera ghar
Hoo dil ko samjhatein
Ki rok ke dhadkanein
Jee le tu agar jee sake
Ye khwab na ho gum agar
Mar bhi jaayein yun hi
Gum nahi gum nahi
Reh na jaaye kahi
Dil mein ranjishein
Na paa sake tujhe
Na hi khona aaya
Na paa sake tujhe
Na hi khona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Aaj soch kar
Bada rona aaya
Hoo aaj soch kar
Bada rona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya
Ki hamein na aajtak
Tera hona aaya aa haan…