TERE MERE DARMIYAN LYRICS – KHESARI LAL YADAV
Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2021-12-23 09:51:35Film/Album : | Antim |
Language : | NA |
Lyrics by : | Anupam Panday |
Singer : | Khesari Lal Yadav |
Composer : | NA |
Publish Date : | 2021-12-23 09:51:35 |
Song Lyrics :
Tere Mere Darmiyan Lyrics
Kuchh to hai baaki tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hota
Kaash hum bhi hote tum ho jahan wahan
Phir kuchh alag sa yeh jahan hotaKuchh to hai baaki tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hota
Kaash hum bhi hote tum ho jahan wahan
Phir kuchh alag sa yeh jahan hotaMeri manzilein maqsood tu
Abhi aa bhi ja mere rubaru
Kuchh to hai baaki tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hotaKaise bhula doon main
Saanson ki woh khushbu
Jiski talab dil ko hai aaj bhi
Kyun aisa lagta hai
Tanha si raaton mein
Mujh bin tadapti hai aksar tu biKaise bhula doon main
Saanson ki woh khushbu
Jiski talab dil ko hai aaj bhi
Kyun aisa lagta hai
Tanha si raaton mein
Mujh bin tadapti hai aksar tu biMujhe dhoondhti teri nazar
Mujhmein hai tu shaam-o-seharKuchh to hai baaki tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hota
Kaash hum bhi hote tum ho jahan wahan
Phir kuchh alag sa yeh jahan hota