DreamPirates > Lyrics > TERI AANKHON MEIN LYRICS – Darshan Raval x Neha Kakkar

TERI AANKHON MEIN LYRICS – Darshan Raval x Neha Kakkar

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-10-23 08:02:25

Film/Album : Ludo
Language : NA
Lyrics by : Kumaar
Singer : Darshan Raval, Neha Kakkar
Composer : NA
Publish Date : 2020-10-23 08:02:25

TERI AANKHON MEIN LYRICS – Darshan Raval x Neha Kakkar


Song Lyrics :

Teri Aankhon Mein Lyrics
Haan kar dena chhoti moti galtion ko maaf
Itna sa bas ehsaan karde
Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan karde Tu jo hai naraaz meri sansein na chalein
Maan ja tu jeena yeh aasan karde
Tu khol mere dil ko aur lele talashi
Koyi bhi milega na tere siva tere siva Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Bhar ke rakhti hoon jeben
Main main dil ki apni
Bol kitna tu maange udhar
Jo main pyaasa ke bundi tu maang to sahi
Bol kitna tu maangega pyar Baitha hai gussa teri naak pe aise
Thok diya tujhko maine chhod diya jaise
Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise
Nikaal na zuban se aise marne ki baat Pyar aisa karunga
Ke tu degi shabashi
Misaal main dunga
Apne pyar ki bada Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein
Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein Tu bole na mujhe kuchh
Aur main sunti rahun
Aise pyar karte karte
Duniya ko chhod doon Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Tag : lyrics

Relative Posts