DreamPirates > Lyrics > TOHFA LYRICS – VAYU

TOHFA LYRICS – VAYU

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2021-08-14 09:59:08

Film/Album :
Language : NA
Lyrics by : Vayu
Singer : Vayu
Composer : NA
Publish Date : 2021-08-14 09:59:08

TOHFA LYRICS – VAYU


Song Lyrics :

Tohfa Lyrics
Jab tere aas pas rehta hoon main
Din achche jaate hain
Thapkiyan deti hain jab batein teri
Neend achchi aati hai Mere har dukh ki dawa tu
Main door tujhse raha kyun
Mera hi mujhko pata hai
Tera kya hai tu hi bata de Main jaanu naa ke Tera tohfa hoon main ya saza hoon
Kya hoon kya hi kahun
Kyon uljha hoon Tera tohfa hoon main ya saza hoon
Kya hoon kya hi kahun
Kyon uljha hoon Hain jo silsile inke sile Aage ho kya hum jaanein na
Phir bhi jawab dhoondhein to kyon Tu mujhse mile
Hass ke mile hass ke vida
Iske siwa hum koyi khwab
Dhoondhein to kya Kal kya ho kisko pata
Yoon baithe sochein bewajah kyun
Hona hain jaisa bhi
Hoga to waisa hi
Phir bhi kabhi sochta hoon main ki Tera tohfa hoon main ya saza hoon
Kya hoon kya hi kahun
Kyon uljha hoon Tera tohfa hoon main ya saza hoon
Kya hoon kya hi kahun
Kyon uljha hoon

Tag : lyrics

Relative Posts