DreamPirates > Lyrics > TUJHE RAB MANA LYRICS – BAAGHI 3

TUJHE RAB MANA LYRICS – BAAGHI 3

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-07-16 16:27:43

Film/Album : Baaghi 3
Language : NA
Lyrics by : Gurpreet Saini5 Ga
Singer : Rochak Kohli, Shaan
Composer : Rochak Kohli
Publish Date : 2020-07-16 16:27:43

TUJHE RAB MANA LYRICS – BAAGHI 3


Song Lyrics :

Tujhe Rab Mana – Rochak Kohli
Ho yaara
Yaara ve Lamba safar hai humko kya dar hai
Hanste hanste kat jayega
Pairon mein tere jo kaanta chubhe to
Dard yeh baante bat jayega
Tu jo kahe to tere liye main
Haar jaaun hazar jahan Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana Jeet mein the sang saare
Haar mein tha tu hi khada
Jeet mein the sang saare
Haar mein tha tu hi khada
Mere liye duniya se tu hi lada
Tu jo kahe to kadmon mein tere
Main bichha doonga sau aasmaan Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana Teri mahobbat teri yaari ki kasam li maine
Teri hifazat ke naam yeh saansein ki maine Tu hi raasta mera pata
Tujse juda main lapata
Ek tu meri pechaan hai
Tujse juda main lapata, main lapata Tu jo kahe to seh lunga yaara
Hans hans ke saare tufan Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana Ho yaara
Yaara ve

Tag : lyrics

Relative Posts