YEH HAALAATH LYRICS – JUBIN NAUTIYAL
Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2021-12-23 09:51:35Film/Album : | Antim |
Language : | NA |
Lyrics by : | Niranjan Iyengar |
Singer : | Jubin Nautiyal, Zara Khan |
Composer : | NA |
Publish Date : | 2021-12-23 09:51:35 |
Song Lyrics :
Yeh Haalaath Lyrics
Thamti chalti yeh zumbishein
Dikhti chupti yeh ranjishein
Girta lage hai aasman
Chubhta kaanton sa yeh jahanAndhere mein hi ujala khile
Zara sa sahi
Sawaalon mein hi irada mile
Aur raahein nayiYeh haalaath hain yeh jazbaat hain
Kyon dil mein bhare sawalaat hain
Yeh haalaath hain yeh jazbaat hain
Kya sar se utha rab ka hath haiHar pal badle kyon karwatein
Kismat ki bheegi silwatein
Yeh lamha lagta hai veeraan
Kya mit paayega yeh nishanAndhere mein hi ujala khile
Zara sa sahi
Sawaalon mein hi irada mile
Aur raahein nayiYeh jazbaat hi to saugaat hain
Yeh seekhein agar to kya baat hai
Yeh jazbaat hi to saugaat hain
Yeh seekhein agar to kya baat haiYeh haalaath hain yeh jazbaat hain
Kyon dil mein bhare sawalaat hain
Yeh haalaath hain yeh jazbaat hain
Kya sar se utha rab ka hath haiYeh jazbaat hi to saugaat hain
Yeh seekhein agar to kya baat hai
Yeh jazbaat hi to saugaat hain
Yeh seekhein agar to kya baat hai