DreamPirates > Lyrics > Badtameez Dil Song - Yeh Jawaani Hai Deewani | Benny Dayal Lyrics

Badtameez Dil Song - Yeh Jawaani Hai Deewani | Benny Dayal Lyrics

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2023-08-21 14:43:46

Badtameez Dil Song - Yeh Jawaani Hai Deewani | Benny Dayal Lyrics

Film/Album :
Language : NA
Lyrics by : Amitabh Bhattacharya
Singer : Benny Dayal
Composer : Pritam Chakraborty
Publish Date : 2023-08-21 14:43:46

Badtameez Dil Song  -  Yeh Jawaani Hai Deewani |  Benny Dayal Lyrics


Song Lyrics :

Kehte hain shaadi karne ka koyi sahi waqt nahi hota
Jab kar lo bas tabhi se tumhara bura waqt shuru ho jaata hai
Aditi mere sher mere cheete tujhe kuchh saal akela kya chhoda, toone itna bada jhol kar diya.

Badtameezi ek bimari hai
Aisi bimari jo dheere dheere
Waqt ke sath budhape mein badal jaati hai
Main kehta hoon jab tak budhapa nahi aata
Thodi badtameezi hi kar lete hain

Paan mein pudeena dekha
Naak ka nageena dekha

Chikni chameli dekhi
Chikna kameena dekha
Chand ne cheater hoke cheat kiya to
Saare taare bole gilli gilli akkha

Pa para para pa para para
Pa para para para ra para ra
Pa para para pa para para
Pa para para para ra para ra

Hey meri baat teri baat
Zyada baatein buri baat
Thaali mein katora le ke
Aloo bhaat mooli bhaat

Mere peechhe kisi ne repeat kiya to
Saala maine tere muh pe maara mukka

Pa para para pa para para
Pa para para para ra para ra
Pa para para pa para para
Pa para para para ra para ra

Is pe bhoot koyi chadha hai
Theharna jaane na
Ab to kya bura kya bhala hai
Fark pehchane na
Zid pakad ke khada hai kambakht
Chhodana jaane na

Badtameez dil badtameez dil
Badtameez dil maane na maane na
Badtameez dil badtameez dil
Badtameez dil maane na maane na

Yeh jo haal hai sawaal hai kamaal hai
Jaane na jaane na
Badtameez dil badtameez dil
Badtameez dil maane na

Hawa mein Havana dekha
Dhimka falana dekha
Seeng ka singhada kha ke
Sher ka gurrana dekha
Poori duniya ka gol gol chakkar leke
Maine duniya ko maara dhakka

Pa para para pa para para
Pa para para para ra para ra

Hey Bollywood Hollywood
Very very jollygood
Rayi ke pahaad par
Teen futa lilliput
Mere peechhe kisi ne repeat kiya to
Saala maine tere muh pe maara mukka

Ayyashi ke one way se khud ko
Modna jaane na
Kambal bewajah yeh sharam ka
Odhna jaane na
Zid pakad ke khada hai kambakht
Chhodna jaane na ha ha

Badtameez dil badtameez dil
Badtameez dil maane na maane na
Badtameez dil badtameez dil
Badtameez dil maane na

Aaj saare chaand taare
Ban gaye hain disco lights
Jal ke bujha ke humko bula ke
Keh rahe hain party all nights

Naata betuki dillagi se
Todna jaane na
Aane wale kal ki fikar se
Jodna jaane na
Zid pakad ke khada hai kambakht
Chhodna jaane na ha ha

Badtameez dil badtameez dil
Badtameez dil maane na maane na
Badtameez dil badtameez dil
Badtameez dil maane na maane na

Yeh jo haal hai sawaal hai kamaal hai
Jaane na jaane na
Badtameez dil badtameez dil
Badtameez dil maane na

Tag : lyrics

Relative Posts