DreamPirates > Lyrics > Ik Tu Hai Lyrics

Ik Tu Hai Lyrics

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2023-02-16 00:00:00

Ik Tu Hai Lyrics

Film/Album : Attack
Language : English
Lyrics by : Kumaar
Singer : Jubin Nautiyal, Shashwat Sachdev
Composer : Shashwat Sachdev
Publish Date : 10 Mar 2022

Ik Tu Hai Lyrics


Song Lyrics :

Tere bin iss dil ne mar jaana
Itminan hai mujhe tere saath
Itminan hai mujhe tere saath

Kya karu duniya ke labzo ka
Itminan de mujhe teri baat
Itminan de mujhe teri baat, teri baat

Ik tu hai, bas tu hai
Mujhme ab main hoon kaha?
Ik tu hai, bas tu hai
Mujhme ab main hoon kaha?
Tu mujhme reh gaya hai
Mujhme ab main hoon kaha?

Tere bin iss dil ne mar jaana
Itminan hai mujhe tere saath
Itminan hai mujhe tere saath

Kya karu duniya ke labzo ka
Itminan de mujhe teri baat
Itminan de mujhe teri baat, teri baat

Main iss qadar tujhe hoon jaanta
Tujhe rooh talak hoon pehchanta
Main iss qadar tujhe hoon jaanta
Tu bhi khud ko jaane na

Ik tu hai, bas tu hai
Mujhme ab main hoon kaha?
Tu mujhme reh gaya hai
Mujhme…

Ik tu hai, bas tu hai
Mujhme ab main hoon kaha?

Tag : lyrics

Relative Posts