DreamPirates > Lyrics > KUCH BHI HO JAYE LYRICS – B Praak

KUCH BHI HO JAYE LYRICS – B Praak

Submitted By : DreamPirates | Last Updated : 2020-07-16 16:27:43

Film/Album : Velaikkaran
Language : NA
Lyrics by : Jaani
Singer : B Praak
Composer : NA
Publish Date : 2020-07-16 16:27:43

KUCH BHI HO JAYE LYRICS – B Praak


Song Lyrics :

Kuch Bhi Ho Jaye – B Praak
Main barish ka mausam hoon
Tujhe ek din bhaunga
Ho do din deke khushiyan
Hashar tak le aauga Main barish ka mausam hoon
Mera aitbaar na karna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar karna Ho akhiyan hogi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna Tumne sudhara tha
Tumne bigada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yun bewafa
Par toone bana diya Tumne sudhara tha
Tumne bigada hai
Tumne kiya jo kiya
Hum to kabhi na the yun bewafa
Par toone bana diya Ho Jaani kolon door reh tainu samjhawan
Mera ki pata main kal mar jawan Ho Jaani chhod chuka hai
Ab to maut se darna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna Ho akhiyan hogi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaiyan kar ke
Ke ab maza aane laga hai mujhe
Bewafaiyan kar ke Main itna badal chuka hoon sanam
Tujhse judaiyan kar ke
Ke ab maza aane laga hai mujhe
Bewafaiyan kar ke Soch tere baare junun mil jaata hai
Chhod kisi ko sukoon mil jata hai Ho pata nai kab kiski
Hai baahon mein marna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna Ho akhiyan hogi teri
Phir paani ka jharna
Kuch bhi ho jaye yaara
Mujhe tu pyar na karna

Tag : lyrics

Relative Posts